Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeTalash (1969)
HomeTalash (1969)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


junali raat maa junali raat maa junali raat maa junali raat maa are aaoo nas aaoo nas aaj ko junali raat maan oooo kaancha are aaoo nas aaoo nas aaj ko junali raat maan aaj ko junali raat maan dharti par hai aasmaan koi re ban ke chandani utra mann ke aanganaa chanda re tu jaa naa jaa aaj ko junali raat maan dharti par hai aasmaan koi re ban ke chandani utra mann ke aanganaa chanda re tu jaa naa jaa aaj ko junali raat maan chhoo ke man ko ik anjaana le udaa mujhko mastaana chhoo ke man ko ik anjaana le udaa mujhko mastaana chunari sarki dhadakne laga jiyaa aaj ko junali raat maan dharti par hai aasmaan koi re ban ke chandani utra mann ke aanganaa chanda re tu jaa naa jaa aaj ko junali raat maan are aaoo nas aaoo nas aaj ko junali raat maan are aaoo nas aaoo nas aaj ko junali raat maan kiya hai nainon ke kaajal ne jeevan bhar ka waada pal mein kiya hai nainon ke kaajal ne jeevan bhar ka waada pal mein milan dhun pe thirakne laga jiya aaj ko junali raat maan dharti
haa haa haa haa haa haa haa haaa haa haa haa haa haa haa haa haa haa haa haa haaa haa haa haa haa haa haa haa haa haa hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm karle pyaar karle ke din hai yahi hey chori se koi dekhe na kahin karle pyaar karle ke din hai yahi hey chori se koi dekhe na kahin are pagale nazar mila jahaan milen tujhe koi haseen karle pyaar karle ke din hai yahi ho par chori se koi dekhe na kahin karle pyaar karle ke din hai yahi aye aye aye aye par chori se koi dekhe na kahin aa main tujhe batlaa doon ye pyaar ka rasta chalna aa main tujhe batlaa doon ye pyaar ka rasta chalna rangeen honth kisi ke chhoo kar bin sholon ke jalna rangeen honth kisi ke chhoo kar bin sholon ke jalna aankh mein aankhen daal ke kuchh na kehna aur machalana are haan are haan haaan haan re aa ke sambhlale koi to phir na sambhalna are pagale nazar mila jahaan milen tujhe koi haseen karle pyaar karle ke din hai
khaayi hai re humne kasam sang rehneeee ki aayega re udd keee mera hans pardesi khaayi hai re humne kasam sang rehneeee ki aayega re udd keee mera hans pardesi pehla milan moseeee nahin re sajan kaa rahega sada milnaaa dharti gagan kaa pehla milan moseeee nahin re sajan kaa rahega sada milnaaa dharti gagan kaa yug se wo hai mera yug se wo hai mera main uski reee khaayi hai re humne kasam sang rehneeee ki aayega re udd keee mera hans pardesi aise to nahin uskeeee rang mein dhali main piya ang lag lag keeeee bhayi saanwali main aise to nahin uskeeee rang mein dhali main piya ang lag lag keeeee bhayi saanwali main mere tann pe chhanv hai mere tann pe chhanv hai usi ki reeeee khaayi hai re humne kasam sang rehneeee ki aayega re udd keee mera hans pardesi hans pardesi hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmm mera hans pardesi
aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa hmmm hmmmm kitni akeli kitni akeli kitni tanhaa si lagi unse mil ke main aaj kitni akeli kitni tanhaa si lagi unse mil ke main aaj kitni akeli iss tarah khole nainaaa aaye wo mere aage iss tarah khole nainaaa aaye wo mere aage jiss tarah kisi gehri neend se koi jaage ab jahaan se door hoon kahin baithi main albeli kitni akeli hoooooo oooo ooooo kitni akeli kitni tanhaa si lagi unse mil ke main aaj kitni akeli aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa kaash wo mere ban ke paas yun kabhi aate kaash wo mere ban ke paas yun kabhi aate khulte dwaar baahon ke chand diye se jal jaate pyaar ke bina hai ye mann mera jaise sooni haweli kitni akeli aaaaa aaaaaa aaaaaa kitni akeli kitni tanhaa si lagi unse mil ke main aaj kitni akeli kitni tanhaa si lagi unse mil ke main aaj kitni akeli
mera kya sanam meri khushi hai tumhari are hanste ho jab tum muskuraati hoon main are peete ho jab tum dagmagaati hoon main mera kya sanam meri khushi hai tumhari are hanste ho jab tum muskuraati hoon main are peete ho jab tum dagmagaati hoon main hoye dil ko hai tumse hi kaam are hoye tumse hi zulfon ki shaam are tum pe gori baahon ke nigaahon ke khazaane lutaati hoon main dil ko hai tumse hi kaam are hoye tumse hi zulfon ki shaam are tum pe gori baahon ke nigaahon ke khazaane lutaati hoon main aye aa aa aa aaaaa ehe he he hey ahahahaha haaaaa mera kya sanam meri khushi hai tumhari are hanste ho jab tum muskuraati hoon main are peete ho jab tum dagmagaati hoon main hoye husn ki aag mein palken are hoye roshni karti hoon jal ke are jo milte nahin taare toh angaaron se tan ko sajaati hoon main husn ki aag mein palken are hoye roshni karti hoon jal ke are jo milte nahin taare toh angaaron se tan ko sajaati hoon main heyy haaa haaa haaa ahahahaha ayehehehehe ahahahaha
ooooooooo maaaaaaaaaa maaaaaaaa maaaaaaaaa meri duniyaa hai maa tere aanchal mein meri duniyaa hai maa tere aanchal mein sheetal chhaya tu dukh ke jungle mein meri duniyaa hai maa tere aanchal mein oooooo oooo ooooo meri raahon ke diye teri do ankhiyaan teri do ankhiyaan oooo oooo ooooo ooooo ooooo mujhe geeta se badi teri do batiyaan teri do batiyaan yug mein miltaaaaaaaa yug mein miltaa re so mila hai pal mein meri duniyaa hai maa tere aanchal mein oooooo oooooo oooooo maine aansun bhi diye par tu royi naa par tu royi naa ooooo ooooo ooooo ooooo ooooo meri neendiyaa ke liye barson soyi naa barson soyi naa mamtaa gaatiiiii ooooo mamtaa gaati rahi ghum ki hulchul mein meri duniyaa hai maa tere aanchal mein maaaaaaaaa maaaaaaaaa oooooo oooooo oooooo khaahe na dho ke peeye ye charan tere maa ye charan tere maa ooooo ooooo ooooo ooooo ooooo devata pyaala liye darr pe khade maa darr pe khade maa amrit sab kaaaaa amrit sab ka hai issi ganga jal mein meri duniyaa hai maa
palkon ke pichhe se kya tumne keh daala phir se to farmaana nainon ne sapnon ki mehfil sajaayi hai tum bhi zuroor aana palkon ke pichhe se kya tumne keh daala phir se to farmaana tauba meri tauba mushkil tha ik to pehle hi dil ka bahelnaa aafat phir uss pe latt mein tumhaara mukhdaa chhipaa ke chalna haaye tauba meri tauba mushkil tha ik to pehle hi dil ka bahelnaa aafat phir uss pe latt mein tumhaara mukhdaa chhipaa ke chalna aise naa bolo pad jaaye mujhko sharmaana palkon ke pichhe se kya tumne keh daala phir se to farmaana hooo nainon ne sapnon ki mehfil sajaayi hai tum bhi zuroor aana haaye palkon ke pichhe se kya tumne keh daala phir se to farmaana duniyaa na dekhe dhadke mera mann rastaa sajan mera chhodo tann thartharaaye ungali humari dekho piya naa marodo duniyaa na dekhe dhadke mera mann rastaa sajan mera chhodo tann thartharaaye ungali humari dekho piya naa marodo yun naa sataao mujhko banaa ke deewana palkon ke pichhe se kya tumne keh daala phir se to
haan haan haan haan khoyi khoyi aankh hai ruki palak hai jahaan jahaan dekhega tu wahi jhalak hai khoyi khoyi haan haan aan aan aan tere naina talash kare jise wo hai tujhi mein kahin deewaane tere naina talash kare jise wo hai tujhi mein kahin deewaane tere naina yahaan do roop hain har ek ke yahaan nazrein uthaana zara dekh ke jab uski mohabbat mein gum hai tu wahi soorat nazar aayegi chaar su kaun kya hai haan haan mann ke siwaa ye koi kya jaane tere naina talash kare jise wo hai tujhi mein kahin deewaane tere naina aaaaa tere naina tere naina ye jawaan raat le ke tera naam kahe haath badha koi haath thaam ye jawaan raat le ke tera naam kahe haath badha koi haath thaam ye jawaan raat kaali alka ke baadal mein bijliyaan kori baahon mein chaahat ki angdaaiyaa jo adaa hai ishaara hai pyaar ka o deewaane tujhe chaahiye aur kya par ruk jaa haa aaa aaa mann ki sadaa bhi sun deewaane tere naina talash kare jise wo hai tujhi mein kahin deewaane tere naina
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Ko Junali Raat Maan Talash (1969) 07:11 14314
 
Poster of Talash (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore, Rajendra Kumar
Duration : 07:11   Song Number : 14314   

Karle Pyaar Talash (1969) 05:29 12028
 
Poster of Talash (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Sharmila Tagore
Duration : 05:29   Song Number : 12028   

Khaayi Hai Re Humne Talash (1969) 04:17 20756
 
Poster of Talash (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore
Raag- 
Barwa
Duration : 04:17   Song Number : 20756   

Kitni Akeli Kitni Tanhaa Talash (1969) 03:33 14315
 
Poster of Talash (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore
Duration : 03:33   Song Number : 14315   

Mera Kya Sanam Meri Talash (1969) 05:09 39405
 
Poster of Talash (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 05:09   Song Number : 39405   

Meri Duniya Hai Maa Talash (1969) 03:48 14317
 
Poster of Talash (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 03:48   Song Number : 14317   

Palkon Ke Pichhe Se Talash (1969) 04:52 21082
 
Poster of Talash (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Sharmila Tagore
Duration : 04:52   Song Number : 21082   

Tere Naina Talash Kare Talash (1969) 04:54 14316
 
Poster of Talash (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Raag- 
Chaya-Nat
Duration : 04:54   Song Number : 14316